Header Ads

NAANI KA GHAR


~~~ *NAANI KA GHAR* ~~~

Image result for naani ka ghar



Woh nani ka ghaar aur lal-lal hoto wali naani.,
Woh safeed kapde aur palathi laga ke beeth na...

Woh nani ka paandaan, aur khufiya khaane,
Special chocolet aur 20 pese wali goli,

Woh bada sa kaleen aur nani ka gaw taqiya,
Woh taq-taq wali gadi aur aur daheliz ka zhoola..

Bas yaade, yaade,
Yaade reh jati he,




Wo kali maati ka matka aut bhari sa glaas,
Bhige huwe paan baar bar bhigana..

Woh mitthu ka pijra aur mota pahadi mittu,
Woh roti khilana aur city bajana...

Woh almaari, aur cup-saucer,
Woh diwal ka kabat aur doodh ka pawder,

Bas yaade, yaade,
Yaade reh jati he,




Woh baath-room ka darwaza aur badi si baari,
Woh saboon ki khushboo, aur tuwal gila kar na...

Woh subha bakare kaat na, gheete bhaga na..
Woh billi maar na gali me jaa ke,

Woh baarish ka paani aur bada sa parda..
Woh datta laga ke swming pool banana

Bas yaade, yaade,
Yaade reh jati he,




Who line se beeth na, chay roti ke liye,
Woh body banana aur roti count karna.

Woh chuni-lal ka chavana aur budhi ke baal,
Woh baraf ka gola, aur mansuri ka dahi,

Woh lassi bana na, woh kot ladana,
Woh kushti ladna, aur rote huwe haas na...

Bas yaade, yaade,
Yaade reh jati he,




Woh thermocol ki chaat aur bada sa sandookh,
Aanaj ke nalee aur metal ki peti,

Woh b/w t.v. aur channel ki movie,
Woh machan ka khazana aur lokhand ki sidi..

Woh rang chu chu chu kinkahahi, aur lihaaf me ghus ke sona..
Woh dubayi-ka bhoot aur machaan ki aankhe...

Bas yaade, yaade,
Yaade reh jati he,


~AP




वह नानी का घर और लाललाल होठों वाली नानी, 
वह सफ़ेद कपडे और पालथी लगा कर बैठना। 

वह नानी का पानदान और ख़ुफ़िया खाने,
ख़ास चॉकलेट और बिस पैसे वाली गोली।

वह बड़ा सा कालीन और गाव-तकिया,
वह टक टक वाली घड़ी और दहलीज़ का झूला। 

बस यादे यादे, यादे रह जाती है !


वह काली माटी का मटका और भारी सा ग्लास,
भीगे हुवे पानो को बार बार भीगना। 

वह मिट्ठू का पिंजरा मोटा पहाड़ी मिट्ठू,
वह रोटी खिलाना और सिटी बजाना।

वह लकड़ी की अलमारी और कप-सासर की लाइन,
वह दीवाल में जड़ा कबाट, और चु चु करता दरवाज़ा।

बस यादे यादे, यादे रह जाती है !


वह चुन्नी लाल का चवणा और बूढ़ी के बाल,
वह बर्फ का गोला और मीठी मीठी लस्सी।

वह लट्टू घूमना और कोट लड़ाना,
वह कुश्ती लड़ना और रट हुवे हंसना। 

वह पुराना टीवी और चैनल की मूवी 
वह आनाज के नल्ले और बड़ा सा संदूख।


बस यादे यादे, यादे रह जाती है !

~AP



AddThis Social Bookmark Button

No comments:

(C) Arshad Pathan. [Do not copy any contain without permission]. Powered by Blogger.